शुक्रवार, 4 मार्च 2016

प्रेम भंडारी

मेरा हर लम्हा बीता है बिगड़ी बात बनाने में 
आधी उम्र कटी झगड़े में आधी उम्र मनाने में 

आगज़नी का आया है इल्ज़ाम मुझी पे क्यूं 
यारों हाथ जले हैं मेरे तो बस्ती की आग बुझाने में 

शिक़वे शिक़ायत प्यार महोब्बत  सामने हो तो अच्छा है
देर बहोत लगती है युं भी ख़त के आने जाने में 

बादल ही का काम नहीं था पांवों के छाले भी थे 
तुम चाहे मानो न मानो रेत की प्यास बुझाने में 

दूर के पत्थर मोती हैं. मुठ्ठी के मोती हैं पत्थर 
बस इक फ़र्क़ यही देखा है पाने और गंवाने में. 

-प्रेम भंडारी
---------------
बस्ती में क़त्ले आम की कोशिश न बन सका
मैं क़ातिलों के ज़हन की साज़िश न बन सका

कोई  कमी न उसमें थी शायद इसलिए
वो शख़्स मेरे वास्ते ख़्वाहिश न बन सका

जैसा भी सीधा सादा था सब मेरा अपना था
मै उसकी ख़्वाहिशों की नुमाईश न बन सका

हक़ छीन ले गये हैं सब कुछ मेरा क़बाईली
मेरा ही इल्म मेरी सिफ़ारिश न बन सका

मैं  रूक  नही  सका  तो  मेरी  बेबसी  थी  ये
बादल था उसकी छत पे मैं बारिश न बन सका

डा. प्रेम भंडारी 
फिर तुम्हारी याद आई ऐ सनम
हम ना भूलेंगे तुम्हें अल्हाह कसम

हम ना भूलेंगे तुम्हें अल्हाह कसम

हाल दिल यार को लिखू कैसे
हाथ दिल से जुदा नही होता
किस तरह उन्हें को बतायें
उनको अपना ग़म ऐ सनम ....,
हम ना भूलेंगे तुम्हें ....

जब से देखी  सुरत उनकी
हम शमां जलाना भूल गये
रुख़सार की सुर्खी क्या कहिए
फूल का फँसाना भूल गये
बस इतनी कहानी है अपनी
जब आँख मिल बहोश हुए
दामन तुम से हवा से करन ना सके
हम होश में आना भूल गये
कितने प्यारे है मोहब्बतें के सितम
हम ना भूलेंगे ........
आ आ आ आ........
क्या लुफ़्त आ रहा था.....
दिलवर  की  दिल्लगी से
नज़रें बिछी मुझे पर परदा भी था मुझी से
क्या हंसी तस्वीर थी अल्लाह कसम ऐ सनम

फिर तुम्हारी याद आई ऐ सनम
हम ना भूलेंगे तुम्हें अल्हाह कसम
_____________________________________
गीतकार - कमर जलालाबादी
संगीतकार - सज्जाद खान
गायक - रफ़ी, मन्ना डे , सदात खान
कुछ प्रसिद्ध शेर और उनकी जड़ें .....

दिल चीज़ क्या है आप मेरी जान लीजिये 
बस एक बार मेरा कहा मान लीजिये 
                                          शहरयार

दिल चीज़ क्या है आप मेरी जान लीजिये 
खंजर को अपने और ज़रा तान लीजिये 

बेशक़ न मानियेगा किसी दूसरे की बात
बस एक बार मेरा कहा मान लीजिये 

मर जायेंगे मिट जायेंगे हम कौम के लिए 
मिटने न देंगे मुल्क, ये एलान लीजिये
'
बिस्मिल` ये दिल हुआ है अभी कौम पर फ़िदा 
अहल-ए-वतन का दर्द भी पहचान लीजिये 
                                      राम प्रसाद 'बिस्मिल `  

   ऊँची इमारतों से मकां मेरा घिर गया
कुछ लोग मेरे हिस्से का सूरज भी खा गये 
                            (जावेद अख्तर)                                  
मेरी कुटिया के मुकाबिल आठ मंजि़ल का मकां,
तुम मेरे हिस्से की शायद धूप भी खा जाओगे !
                             (शबाब मेरठी)

 
 
उजाले अपनी यादों के हमारे साथ रहने दो
न जाने किस गली में जिंदगी की शाम हो जाये
                                      (बशीर बद्र)
कफ़न कांधे पे लेकर घूमता हूं इसलिये अर्शी
न जाने किस गली में जिंदगी का शाम हो जाये 
                                     रामपाल अर्शी 
 
ये इश्क नहीं आसां बस इतना समझ लीजे 
इक आग का दरिया है और डूब के जाना है 
                                     जिगर मुरादाबाद
'बिस्मिल` ऐ वतन तेरी इस राह-ए-मुहब्बत में 
इक आग का दरिया है और डूब के जाना है
                                  राम प्रसाद 'बिस्मिल

दुनिया जिसे कहते हैं जादू का खिलौना है
खो जाये तो मिट्टी है मिल जाये तो सोना है 
                                 निदा फाज़ली
सब वक़्त की बातें हैं सब खेल है किस्मत का   
बिंध जाये तो मोती है रह जाये तो दाना है 
                              राम प्रसाद 'बिस्मिल

तेज़ यूँ ही न थी शब आतिशे-शौक़
थी ख़बर गर्म उनके आने की -मीर तकी मीर

थी ख़बर गर्म उनके आने की 
आज ही घर में बोरिया न हुआ -मिर्ज़ा ग़ालिब

होता है याँ जहां में हर रोज़ो-शब तमाशा
देखा जो ख़ूब तो है दुनिया अजब तमाशा -मीर तकी मीर 

बाज़ी-चा-अतफ़ाल है दुनिया मेरे आगे 
होता है शबो-रोज़ तमाशा मेरे आगे -मिर्ज़ा ग़ालिब

कुछ तुम्हारा पता नहीं चलता 
कुछ हमारी खबर नहीं आती – अदम

हम वहाँ हैं जहाँ से हमको भी 
कुछ हमारी खबर नहीं आती - ग़ालिब 

मुहब्बत का दरिया, जवानी की लहरें 
यहीं डूब जाने को जी चाहता है - अमजद नज्मी 

हसीं तेरी आँखें, हसीं तेरे आंसूं 
यहीं डूब जाने को जी चाहता है - जिगर मुरादाबादी
अहमद फ़राज़ साहब के कुछ शे'रव

हर एक इश्क़ के बाद और उसके इश्क़ के बाद
'फ़राज़'  इतना  भी  आसां न  था सँभल जाना
------------
जिस तरह सानिह गुज़रे हैं तेरी जाँ पे 'फ़राज़'
उसको देखें तो ये आशुफ़्ता-बयानी कम है
-------------
जब उसको था मान ख़ुद पे क्या-क्या
तब हम भी 'फ़राज़' क्या नहीं थे
--------------
उदू  के  सामने  हथियार  डालने  वाला
कोई 'फ़राज़' सा काफ़िर नहीं था ग़ाजी था
---------------
कितने ख़ुश हो  'फ़राज़' असीरी पर
और ये बन्दे-ग़म अगर न खुले?
-------------
आओ रो लें 'फ़राज़' दुनिया को
ख़ुश दिले-नामुराद हो कुछ तो
-------------
शायद कि  'फ़राज़' आज किसी रूप नगर से
आई है क़ज़ा भेस बदल कर मेरे आगे
----
दोस्ती अपनी जगह,पर ये हक़ीक़त है 'फ़राज़'
तेरी ग़ज़लों से कहीं तेरा ग़िज़ाल  अच्छा है
---
तू ब-ज़िद है तो जा  'फ़राज़' मगर
वापसी उस गली से मुश्किल है
---
 'फ़राज़' तुझको ख़ुदावन्द मानता है, उसे 
दायरे-इश्क़ में अपना रसूल कप जानांँ
-----
 'फ़राज़' इतना न इतरा हौसले पर
उसे भूले ज़माने हो गए क्या?
-----
 'फ़राज़' दाद के क़ाबिल है जुस्तुजु उनकी
जो हमसे दर-बंदरों को तलाश करते है
-----
 'फ़राज़' ने तुझे देखा तो किस क़दर ख़ुश था
फिर उसके बाद चली वो हवा उदासी की
-----
अबके 'फ़राज़' वो हुआ जिसका न था गुमान तक
पहली  सी  दोस्ती  तो  क्या ख़त्म है बोल चाल भी
---------
अब तो ये आरज़ू है कि वो ज़ख़्म खाइये
ता-ज़िन्दगी ये दिल न कोई आरज़ू करे...
----------
उस शहरे-तमन्ना से 'फ़राज़' आये ही क्यों थे
ये हाल अगर था तो ठहरते कोई दिन और 
----------
किस चाहत से ज़हरे-तमन्ना माँगा था
और अब हाथों में साग़र अफ़सोस का है 
----------
हाय वो सुबहे-तमन्ना कि न देखोगे 'फ़राज़'
हाय उन शम्ओं की क़िस्मत कि जलाये तुम हो
----------
बस इक निगाह से लुटता है क़ाफ़िला दिल का
सो रहरवाने-तमन्ना भी डर के देखते हैं
----------
अबके जिस दश्ते-तमन्ना में क़दम रक्खा है
दिल तो क्या चीज़ है इम्काँ है कि सर भी जाये
----------
ग़म वो सहरा-ए-तमन्ना कि बगूले की तरह
जिसको मंज़िल न मिली उसको बिखर जाना है
----------
मेरी तन्हा-सफ़री मेरा मुक़द्दर थी 'फ़राज़'
वरना इस शहरे-तमन्ना से तो दुनिया गुज़री

-फ़राज़

साग़र सिद्दीक़ी की ग़ज़ल

चिराग़-ए-तूर जलाओ ! बड़ा अंधेरा है
ज़रा निक़ाब उठाओ ! बड़ा अंधेरा है

अभी तो सुबह के माथे का रंग काला है
अभी फ़रेब ना खाओ ! बड़ा अंधेरा है

वो जिन के होते हैं ख़ुरशीद आस्तीनों में
उन्हें कहीं से बुलाओ ! बड़ा अंधेरा है

मुझे तुम्हारी निगाहों पे एतिमाद नहीं
मेरे क़रीब ना आओ ! बड़ा अंधेरा है

फ़राज़-ए-अर्श से टूटा हुआ कोई तारा
कहीं से ढूंढ के लाओ बड़ा अंधेरा है

बसीरतों पे उजालों का ख़ौफ़ तारी
मुझे यक़ीन दिलाओ ! बड़ा अंधेरा है

जिसे ज़बान-ए-ख़िरद में शराब कहते हैं
वो रोशनी सी पिलाव ! बड़ा अंधेरा है

बनाम-ए-ज़ुहरा जबीना न-ए-ख़ता-ए-फ़िर्दोस
किसी करण को जगाओ ! बड़ा अंधेरा है


अब बशीर बद्र क्या कहते है .....

हमारे पास तो आओ, बड़ा अंधेरा है
कहीं न छोड़ के जाओ, बड़ा अंधेरा है

उदास कर गए बेसाख़ता लतीफे भी
अब आँसूओं से रुलाओ , बड़ा अंधेरा है

कोई सितारा नहीं पत्थरों की पलकों पर
कोई चिराग़ जलाओ, बड़ा अंधेरा है

हक़ीक़तों में ज़माने बहुत गुज़ार चुके
कोई कहानी सुनाओ , बड़ा अंधेरा है

किताबें कैसी उठा लाए मैकदे वाले
ग़ज़ल के जाम उठाओ , बड़ा अंधेरा है

ग़ज़ल में जिस की हमेशा चिराग़ जलते हैं
उसे कहीं से बुलाओ , बड़ा अंधेरा है

वो चांदनी की बशारत है हर्फ़-ए-आख़िर तक
बशीर बदर को लाओ , बड़ा अंधेरा है 

------

फ़िराक़ 

सकूत-ए-शाम मिटाओ बहुत अंधेरा है 
सुख़न की शमा जलाओ बहुत अंधेरा है 

दयार-ए-ग़म में दिल-ए-बेक़रार छूट गया 
सम्भल के ढूँढ़ने जाओ बहुत अंधेरा है 

ये रात वो कि सूझे जहाँ न हाथ को हाथ 
ख़यालों दूर न जाओ बहुत अंधेरा है 

लटों को चेहरे पे डाले वो सो रहा है कहीं 
ज़या-ए-रुख़ को चुराओ बहुत अंधेरा है 

हवा-ए-नीम शबी हों कि चादर-ए-अंजुम 
नक़ाब रुख़ से उठाओ बहुत अंधेरा है 

शब-ए-सियाह में गुम हो गई है राह-ए-हयात 
क़दम सम्भल के उठाओ बहुत अंधेरा है 

गुज़श्ता अह्द की यादों को फिर करो ताज़ा 
बुझे चिराग़ जलाओ बहुत अंधेरा है 

थी एक उचकती हुई नींद ज़िंदगी उसकी 
'फ़िराख़' को न जगाओ बहुत अंधेरा है
7.

अहमद फ़राज़ (1931 - 2008) ..
फैज अहमद फैज के बाद उर्दू के सबसे बड़े और क्रांतिकारी शायर माने जाते हैं। 
अहमद फ़राज़ फैज साहब को ही अपना रोल मॉडल मानते थे। फ़राज़ की शायरी आम और खास दोनों के लिए है। 
वे पाकिस्‍तान और भारत दोनों ही देशों के मकबूल शायर हैं। उन्‍होंने उर्दू और फारसी का अध्‍ययन किया था और पेशावर युनिवर्सिटी में पढ़ाया भी। वे कहते थे कि मैं भीतरी दबाव होने पर ही लिख पाता हूं। फैज की तरह ही उन्‍होंने अपना बेहतरीन लेखन देश निकाला के समय ही किया।जिआ उल हक के शासन काल में पाकिस्‍तानी हुकूमत के खिलाफ लिखने के कारण वे जेल भेजे गये। उन्‍हें दो बार देश छोड़ के चले जाने का फरमान मिला।वे 6 बरस तक ब्रिटेन, केनडा और यूरोप में भटकते रहे।दूसरी बार देश छोड़ने का किस्‍सा यूं है कि एक बार वे मंच से अपनी एक नज्‍़म पढ़ कर नीचे आये। ये नज्‍़म उस समय की तानाशाही के खिलाफ जाती थी। नीचे आते ही एक पुलिस अधिकारी ने उनसे बेहद विनम्रता से कहा कि आप मेरे साथ चलिये। पुलिस स्‍टेशन पहुंचने पर उस पुलिस अधिकारी ने कहा – फ़राज़ साहब, मुझे अपने सीनियर आफिसर्स की तरफ से ये हुक्‍म हुआ है कि मैं आपको दो विकल्‍प दूं। या तो आपको जेल जाना होगा या फिर शाम की सबसे पहली फ्लाइट से आपको ये मुल्‍क छोड़ना होगा। आपकी टिकट और वीजा मेरे पास हैं। फ़राज़ साहब को इतना भी वक्‍त नहीं दिया गया कि वे विकल्‍पों के बारे में सोच सकें या घर जा कर अपना बोरिया बिस्‍तर ही ला सकें। उन्‍होंने अपने मुल्‍क को विदा कहने में ही खैरियत समझी। उस समय पाकिस्‍तान में सैनिक शासन चल रहा था।सरकार बदलने पर वे लौटे।तब पहले वे पाकिस्‍तान एकेडमी ऑफ लेटर्स के अध्‍यक्ष बनाये गये और फिर पाकिस्‍तान बुक काउंसिल के अध्‍यक्ष बनाये गये। जब फ़राज़ साहब को पाकिस्‍तान बुक काउंसिल का चेयरमैन बनाया गया तो वे पूरे जोशो खरोश के साथ चाहते रहे कि पाकिस्‍तान और भारत को किताबों के जरिये ही नजदीक लाया जा सकता है। उनकी निगाह में साझी कल्‍चर, वैश्विक भाईचारा, आपसी समझ और प्‍यार बढ़ाने में किताबों से बेहतर और कोई तरीका नहीं हो सकता। जिस समय वे पाकिस्‍तान बुक काउंसिल के चेयरमैन थे तो उस वक्‍त उन्‍होंने भारत से दो जहाज भर कर यहां के नामी लेखकों की किताबें मंगवायी थीं। अगर उन्‍हें थोड़ा और समय मिला होता तो उन्‍होंने भारत और पाकिस्‍तान के बीच संबंध बेहतर बनाने के लिए और ठोस काम किया होता। दस बीस जहाज किताबें इधर उधर होतीं। एक बार वे अपने साथ किताबों के कुछ बंडल भारत लाये थे। किताबें देखते ही कस्‍टम काउंटर पर खड़े अधिकारी की निगाहों में सवालिया निशान नज़र आये।
तभी उस अधिकारी के पीछे खड़े उसके वरिष्‍ठ अधिकारी ने फ़राज़ साहब को पहचानते हुए कहा – अरे जानते नहीं क्‍या, ये हमारे देश में भी उतने ही लोकप्रिय शायर हैं जितने कि अपने देश पाकिस्‍तान में हैं। और वह अधिकारी खुद उन्‍हें बाहर तक छोड़ने आये।

--------
दु:ख छुपाये हुए हैं हम दोनों
ज़ख़्म खाये हुए हैं हम दोनों

ऐसा लगता है फिर ज़माने को
याद आये  हुए  है  हम दोनों

तू कभी चाँदनी थी धूप था मै
अब तो साये हुए हैं हम दोनों

जैसे इक दुसरे को पा कर भी
कुछ गँवाये हुए हैं हम दोनों

जैसे इक दुसरे से शर्मिन्दा
सर झुकाए हुए हैं हम दोनों

जैसे इक दुसरे की चाहत को
अब भुलाए हुए हैं हम दोनों

इश्क़ कैसा कहाँ का अहद 'फ़राज़'
घर  बसाये  हुए  हैं  हम  दोनों
-------------------
एक  तन्हा  फ़ाख़ता  उड़ती  हुई
इक हिरण की चौकड़ी अच्छी लगी ...

ज़िन्दगी  की  धुप  अंधेरी  रात  में
याद की इक फुलझड़ी अच्छी लगी ...

शहरे-दिल और इतने लोगों का हुजूम
वो  अलग सबसे  खड़ी अच्छी लगी ...

एक शहज़ादी मगर दिल की फ़क़ीर 
उसको मेरी झोपड़ी अच्छी लगी ....

आंख भी बरसी बहुत बादल के साथ
अब  के  सावन  की  झड़ी  लगी ...

ये ग़ज़ल मुझको पसंद आई 'फ़राज़'
ये ग़ज़ल उसको बड़ी अच्छी लगी ....

-अहमद फ़राज़ 

उबैदुल्लाह अलीम

तेरे प्यार में रुसवा हो कर जाएं कहाँ दीवाने लोग
जाने क्या क्या पूछ रहे हैं ये जाने पहचाने लोग
हर लम्हा एहसास की सहबा रूह में ढलती जाती है
ज़ीस्त का नशा कुछ कम हो तो हो आएं मैख़ाने लोग
जैसे तुम्हें हम ने चाहा है कौन भला यूं चाहेगा
माना और बहुत आयेंगे तुम से प्यार जताने लोग
यू गलीयों बाज़ारों में आवारा फिरते रहते हैं
जैसे इस दुनिया में सभी आए हों उम्र गंवाने लोग
आगे पीछे दाएं बाएं साय से लहराते हैं
दुनिया भी तो दश्त-ए-बला है हम ही नहीं दीवाने लोग
कैसे दुखों के मौसम आए कैसी आग लगी यारो
अब सहराओं से लाते हैं फूलों के नज़राने लोग
कल मातम बे क़ीमत होगा आज उन की तौक़ीर करो
देखो खून-ए-जिगर से क्या क्या लिखते हैं अफ़साने लोग
-----------------------
अजीज़ इतना ही रखो कि जी संभल जाये
अब इस क़दर भी, न चाहो कि दम निकल जाये

मोहब्बतों में अजब है, दिलों का धड़का सा
कि जाने कौन कहाँ रास्ता बदल जाये

मिले हैं यूं तो बहुत, आओ अब मिलें यूं भी
कि रूह गरमी-ए-इन्फास से पिघल जाये

मैं वो चिराग़ सर-ए-राह्गुज़ार-ए-दुनिया
जो अपनी ज़ात की तनहाइयों में जल जाय

ज़िहे वो दिल जो तमन्ना-ए-ताज़ा-तर में रहे
खुशा! वो उम्र जो ख़्वाबों में ही बहल जाये

हर एक लहज़ा यही आरजू यही हसरत
जो आग दिल में है वो'ह शेर में भी ढल जाये
----------------------
कुछ इश्क़ था कुछ मजबूरी थी, सो मैंने जीवन वार दिया
मैं कैसा ज़िंदा आदमी था, एक शख्स ने मुझको मार दिया
एक सब्ज़ शाख गुलाब की था, एक दुनिया अपने ख़्वाब की था
वो एक बहार जो आई नहीं उसके लिए सब कुछ वार दिया
ये सजा सजाया घर साथी, मेरी ज़ात नहीं मेरा हाल नहीं
ए काश तुम कभी जान सको, जो इस सुख ने आज़ार दिया
मैं खुली हुई सच्चाई, मुझे जानने वाले जानते हैं
मैंने किन लोगों से नफरत की और किन लोगों को प्यार दिया
वो इश्क़ बोहत मुश्किल था, मगर आसान न था यूं जीना भी
उस इश्क़ ने ज़िंदा रहने का मुझे ज़र्फ दिया, पिन्दार दिया
मैं रोता हूँ और आसमान से तारे टूट कर देखता हूँ
उन लोगों पर जिन लोगों ने मेरी लोगों को आज़ार दिया
मेरे बच्चों को अल्लाह रखे, इन ताज़ा हवा के झोकों ने
मैं खुश्क पेड खिज़ां का था, मुझे कैसा बर्ग-ओ-बार दिया
----------
कुछ दिन तो बसो मेरी आँखों में
फिर ख्वाब अगर हो जाओ तो क्या
कोई रंग तो दो मेरे चेहरे को
फिर ज़ख्म अगर महकाओ तो क्या
जब हम ही न महके फिर साहब
तुम बाद-ए-सबा कहलाओ तो क्या
एक आईना था, सो टूट गया
अब खुद से अगर शरमाओ तो क्या
दुनिया भी वही और तुम भी वही
फिर तुमसे आस लगाओ तो क्या
मैं तनहा था, मैं तनहा हूँ
तुम आओ तो क्या, न आओ तो क्या
जब देखने वाला कोई नहीं
बुझ जाओ तो क्या, गहनाओ तो क्या
एक वहम है ये दुनिया इसमें
कुछ खो’ओ तो क्या और पा’ओ तो क्या
है यूं भी ज़ियाँ और यूं भी ज़ियाँ
जी जाओ तो क्या मर जाओ तो क्या
----------------
तुम ऐसी मोहब्बत मत करना
मेरा ख्वाबों में चेहरा देखो
और मेरे कायल हो जाओ
तुम ऐसी मोहब्बत मत करना
मेरे लफ़्ज़ों में वोह बात सुनो
जो बात लहू की चाहत हो
फिर उस चाहत में खो जाओ
तुम ऐसी मोहब्बत मत करना
यह लफ्ज़ मेरे यह ख्वाब मेरे
हर चंद यह जिसम ओ जान ठहरे
पर ऐसे जिसम-ओ-जान तो नहीं
जो और किसी के पास न हों
फिर यह भी तो मुमकिन है, सोचो
यह लफ्ज़ मेरे, यह ख्वाब मेरे
सब झूठे हों
तुम ऐसी मोहब्बत मत करना
गर करो मोहब्बत तो ऐसी
जिस तरहां कोई सच्चाई की रद
हर झूठ को सच कर जाती है
-उबैदुल्लाह 'अलीम'

Farhat shahzad 

kh.udaa jaane ke us gul ne, kise, kis haal mein dekhaa
bharee gulrut mein jo khilne pe aamaadaa naheen lagataa

ख़ुदा जाने के उस गुल ने, किसे, किस हाल में देखा
भरी गुलरुत में जो खिलने पे आमादा नहीं लगता

jalaakar apanaa ghar jo kh.ud tamaashaa dekhane baithe
wo paagal to mujhe lagata hai deewaanaa naheen lagataa

जलाकर अपना घर जो ख़ुद तमाशा देखने बैठे
वो पागल तो मुझे लगता है, दीवाना नहीं लगता
__________________________________
kya khoob silaa mujhko mohabbat kaa milaa thaa
jo saath na chal paayaa, sadaa saath rahaa thaa... 
क्या ख़ूब सिला मुझको मोहब्बत का मिला था
जो साथ न चल पाया, सदा साथ रहा था...
__________________________________
Mehshar hee nahiN, wali-e-mehshar bhi naya tha  +  Kuchh shehr-e-khamoshaaN meN mera ghar bhi naya tha!

Takleef to donoN ko baher haal thee honi  +  qatil tha naya, aur mera sar bhi naya tyha!

PeroN meN raha ar merey sar ak nahiN aaya  +  Rasta hi nahiN, raah ka patthar bhi naya tha!
__________________________________
ऐ ग़म की सर्द हवा, हौंसला न हार अभी
ज़रा सा सब्र की "शहज़ाद" बुझने वाला हय
Aey ghum ki sard hawa, hausla Na har abhi 
Zara sa sabr, ke "Shahzad" bujhney wala hey!
__________________________________
Ujale is kardar be noor kyun Hai 
Kitabe zingadi se door kyun Ha
उजाले इस क़दर बे-नूर क्यों है 
किताबें ज़िन्दगी से दूर क्यों है 

Khabhi yun ho k panther chot khaye 
Yeh hardam aanine hi chur kyun Hai
कभी यूँ हो के पत्थर चोट खाये 
ये हरदम आईनें ही चूर क्यों है 
____________________________________________
uskaa to doshh kuchh bhii nahiin, wo to waqt hai
ham se hii uskaa saath nibhaaya na jaa sakaa...
उसका तो दोष कुछ भी नहीं , वो तो वक़्त है,
हम से ही उसका साथ निभाया न जा सका...
_________________________________________
mere siwa na koie usko, aise dekh sakaa,
ki usmein Doob ke jeevan ko paar maine kiyaa
मेरे सिवा न कोई उसको, ऐसे देख सका,
कि उसमें डूब के जीवन को पार मैंने किया
_________________________________________
phir hanste-hanste ho gaye chup, jaan-e-bazm-e-naaz
phir ho gaye udaas, koie yaad aa  gayaa!
फिर हँसते-हँसते हो गये चुप,  जाने-बज़्मे-नाज़
फिर हो गये उदास, कोई याद आ गया! 
__________________________________
use kh.abar bhii na ho payii, kh.ud ga'nwaa ke use
tamaam umr usii kaa rahaa main tan-man se
उसे ख़बर भी न हो पायी, ख़ुद गँवाके उसे
तमाम उम्र उसी का रहा मैं तन-मन से
__________________________________________
maantaa hoo'n ki wo harjaa'ee hai, patthar bhii
kya karoo'n, dil ko mere, shakl wahii bhaayii hai
मानता हूँ कि वो हरजाई भी है, पत्थर भी
क्या करूँ, दिल को मेरे, शक्ल वही भायी है
__________________________________________
ki jaise rang, kh.ushboo mein nahaaye
ye gul pairahanii, dekhii naa jaaye

कि जैसे रंग, ख़ुशबू में नहाये
ये गुल पैरहनी, देखी न जाये

merii har ek dhaRkan sochatii hai
ye dil us'se, u'se kaise churaaye

मेरी हर एक धड़कन सोचती है
ये दिल उससे, उसे कैसे चुराये
__________________________________________
'tum haar' merii jeet to ban saktii thii, lekin
tum jeet gaye ho, ye merii haar nahiin hai

'तुम हार' मेरी जीत तो बन सकती थी, लेकिन
तुम जीत गये हो, ये मेरी हार नहीं है...
_________________________________________
tum to mujhe mar jaane kii chaukhat pe milii ho
tumne meraa jeene ka zamaana nahiin dekhaa

तुम तो मुझे मर जाने की चौखट पे मिली हो
तुमने मेरा जीने का ज़माना नहीं देखा...
_________________________________________
ye din bhii dekhne likhe the apnii qismat mein
ki tere dil mein rahein, terii deed ko tarsein

ये दिन भी देखने लिखे थे अपनी क़िस्मत में
कि तेरे दिल में रहें, तेरी दीद को तरसें...
_________________________________________
jaan merii, ik baar nahiin, sau baar karke dekh lo
kuchh nahiin ho paayega, tum pyaar karke dekh lo

जान मेरी, इक बार, नहीं सौ बार करके देख लो
कुछ नहीं हो पायेगा, तुम प्यार करके देख लो

ishq ka haasil alam hai, ishq ka anjaam dukh
kal kii chhoRo, aaj daryaa paar karke dekh lo

इश्क़ का हासिल अलम है, इश्क़ का अंजाम दुख
कल की छोड़ो, आज दरया पार करके देख लो
____________________________________________
gawaan kar tujhko bhii ham jee to lenge hii magar jaanaan
tere bin zindgii mumkin hai, ham is sach se Darate hain

गवाँकर तुझको भी हम जी तो लेंगे ही मगर जानाँ
तेरे बिन ज़िंदगी मुमकिन है, हम इस सच से डरते हैं
_______________________________________
Mujhey samjhao, ye deewangi hey
MeiN kyoN khud se bhala itna khafa hooN!!!
____________________________________________
Hamarey beech batee is tarha sharab-e-hayat
Tamam talkhiyaaN meri, khumar us ka tha!!
________________________________________
MEREY KIRDAR PE FATWEY JO JARA KERTEY HEIn  +  KASH, BEENAEE SE HO UN KEE SHANASAEE BHEE!!
______________________________________
JHUK GAEE AAnKH SAB JAWABOn KI  +  SAMNEY JAB TERA SAWAL AAYA

DIL SA SHATIR BHI DIL BACHA NA SAKA  +  DUKH QAYAMAT KI CHAL KE CHAAL AAYA!
__________________________________
Ye waqt dil pe Kara hey, sharab pee jaey
DukhoN ne hukm Diya hey, sharab pee jaey!

Her Aik jaam ki teh meN chhupi hui hey khushi
Ye hum se ghum ne kaha hey sharab pee jaey!
__________________________________
Mein ne patthar likha jisey umroN
Ab khula, aaina tha, toot gaya!!

Phone per us ne aik siski lee
Rabita jism-o-jaN ka toot gaya!
__________________________________
Mana ke aik apney safar ki dagar nahiN
Per ye ghalat hey aap merey hamsafr nahiN

Itni tumharey hijr ki isko bhee laj hey
AaNkhoN se meri ashk gira khak per nahiN
__________________________________
Ye mohtasab, ye adalat to ik bahana hey.
Jo tey shuda hey, wohi fesla sunana hey!!!
__________________________________
AATEE JATEE SANs, SATA MAT DEKH HAMEIn  +  ABHEE ABHEE HUM AAS GAnWA KER BETHEY HEIn!
___________________________________________
Ye nafratoN ki jo deewar darmiyaaN hey kharee 
Na tor Pao, to ab aur mat baluNd karo

MohabatoN ke payamber heiN hum, qalam waley
Hawaey taza ki Ye khirkiyaaN Na baNd karo!!!!
__________________________________________
JHUK GAEE AAnKH SAB JAWABOn KI  +  SAMNEY JAB TERA SAWAL AAYA

DIL SA SHATIR BHI DIL BACHA NA SAKA  +  DUKH QAYAMAT KI CHAL KE CHAAL AAYA!
__________________________________________
MEREY KIRDAR PE FATWEY JO JARA KERTEY HEIn  +  KASH, BEENAEE SE HO UN KEE SHANASAEE BHEE!!
___________________________________________
HUM SHIKAYAT BHI US SE KER NA SAKEY  +  IS SALEEQEY SE US NE TORA DIL! ________________________________________
TAMANNA KAAM KER JA-EY GEE IK DIN  +  DUKHOn KI RUT, GUZAR JA-EY GEE IK DIN

KAHAAn TAK SATH DEY TANHA-EE, AAKHIR  +  YE PAGAL BHEE TO GHAR JA-EY GEE IK DIN!
___________________________________________
WO SIRF PYAR NAHIn, MEREY DIL KI DHARKAN THEE  +  MEIn US KO KHO KE BHEE ZINDA HOOn, SAKHT HERAT HEY!!
_________________________________________
KYA KHABAR THEE KE MEIn IS DARJA BADAL JA-OOn GA  +  TUJH KO KHO DOOnGA, TEREY GHUM SE SAnBHAL JA-OOn GA!

ZID MEn AA-EY HUEY, MASOOm SE BACHCHEY KEE TARHA  +  KHUD HEE KASHTI KO DIBONEY PE MACHAL JA-OOn GA!
__________________________________________
JANEY KYA DIL SE KEH GAEEn, AAnKHEIn  +  MERI AAnKHOn SE BEH GAEEn AAnKHEIN

IK JHALAK KE LIY-E GAEEn THEEn, MAGAR  +  PAAS US KE HEE REHY GAEEn AAnKHEIn!
______________________________________________
USKO, AA-MAAL KA SAB KE HEE AJAR DENA HEY  +  WO FAQAT MERA NAHIn, SAB KA KHUDA HEY AAKHIR!

AA-MAAL: Deeds
AJAR: Reward
____________________________________________
'KHOON ASHKOn' SE NA DAMAN YOOn MERA TUR HOTA  +  KASH SEENEY MEn MEREY DIL NAHIn, PATTHAR HOTA

DEKHTA PHIR MEIn, ISEY KOEE JHUKATA KESEY  +  AAJ SHANOn PE AGAR MEREY, MERA SAR HOTA!
______________________________________________
AAnKH SE AAnKH MILA, DIL KA SAHARA BUN JA  +  JESEY HUM TEREY HEIn, TU AAJ HAMARA BUN JA

HARNEY AA-EY HEIn HUM TEREY MUQABIL JANAn  +  JEET KER HUM SE, HAMEIn JAN SE PYARA BUN JA!!
______________________________________________
YE JHOOT HOGA JO KEHDOOn KE TUJH SE PIYAR HEY KUM  +  MAGAR YE SUCH HEY KE AB TERA INTAZAR HEY KUM!
__________________________________
JEEVAN KE DEHEKTEY SEHRA MEn, IK UMR BHATAKNEY KA HASIL  +  YADOn KI CHUND BRATEn HEIN, KUCHH SOCH KE TANEY BANEY HEIn!
_________________________________________
JO MERA HEY AAJ, AUR NA KAL KABHI HO PA-EY GA  +  PHIR BHEE, 'SUCH-KHATIR' MOHUBBAT KA NAGAR KEHNA USEY

SIRF USKA RASTA TAKTEY HO-EY JO KUT GA-EE  +  ZINDAGEE KEHNA, UMEEDOn KA SAFAR KEHNA USEY!

JO, NA-JHUKNEY KE SABAB, LIPTA HEY KHAK-O-KHOON MEn  +  KOEE USKO KUCHH KAHEY, TUM MERA SAR KEHNA USEY!
_________________________________________
GHABRA NA MERI JAN KE KAT JA-EY GEE YE BHEE  +  BE-SUBH TO DUNYA MEn KOI RAT NAHIn HEY!!
_________________________________________
PEHNAYA MEREY DIL KO GHAM-E-HIJR USEE NEY  +  JIS SAAnS KE HAMRAH MEIn PAL BHAR KO GAYA HOOn!!
__________________________________________
JISEY TA-UMR LIK-KHA 'ZINDAGANI'  +  WO, DEKHO, CHHOR KER JANEY LAGI HEY!
__________________________________________
GAR YE TERI MARZI HEY TO KHER, CHALO AISEY HEE SAHI  +  DARYA-ON KE DES MEn REH KER BHI MEIn RAHOOn GA TISHNA KAAM!
__________________________________________
JO MERA KOI NAHIn THA, JISKA MEIn KUCHH BHI NAHIn  +  UTH KE JAB JANEY LAGA TO DIL MERA DHARKA BOHUT!
__________________________________________
AB BAT YOOn HUI HEY KE KUCHH BAT HI NAHIn  +  MUDDAT HUI KE KHUD SE MULAQAT HI NAHIn!

KOI KHUSHI KA JABR, NA EHSAN RAnJ KA  +  GOYA KE DIL KI ZAT, KOI ZAT HI NAHIn

DIN KA MIZAJ LIKHTEY HUEY HARF KAnP UTHEY  +  TUM KO GAnWA KE MUJH SE KHAFA RAT HI NAHIn!
__________________________________________
DEKHA JO MUJHEY,DIL KO QARAR AAGAYA USKEY  +  SEHRA MEn BHI VEERANI-O-VEHSHAT  TO BOHUT THEE!!

AAnKHOn MEn TEREY HIJR KA MAUSAM UTAR AAYA  +  DEEDAR KI VERNA TEREY HASRAT TO BOHUT THEE.
____________________________________________
DHANAK MEn CHAAnD NAHAYA TO TERI YAD AA-EE  +  NASHA SHARAB KA CHHAYA TO TERI YAD AA-EE!

MEIn TUJH KO HAAR CHALA THA GA-EY ZAMANEY KO  +  KHUSHEE NE DIL JO DUKHHAYA TO TERI YAD AA-EE!
____________________________________________
YE ZINDAGEE HEY, YE IK ROZ BEET JA-E-GEE  +  GUZARIYE ISEY JEE BHAR KE, SOCHIYE KUCHH KUM!
____________________________________________
kya khoob silaa mujhko mohabbat kaa milaa thaa
jo saath na chal paayaa, sadaa saath rahaa thaa... 

-Farhat Shahzad

Farhat shahzad 

1-

Ke jesey raNg khushbo meN naha-ey
Ye 'gul perahani' dekhi na ja-ey!

Tumhari yad ki purwa-ee, aur dil
Saba jesey guloN ko gud-gudaey

Meri her aik dharkan sochti hey
Ye dil us se, usey kesey chura-ey

Nazar uski uthee hey meri janib
Koi us raah meN palkeiN bichha-ey

Kisi ka lams, aaNsoo, muskarahat
Dehktee aag seeney meN bujha-ey

Safar meN aas, tumko dekhney ki
Thakan ki rah meN kaNtey bichha-ey

Khushi aur raNj, dono ki udasee
meri aaNkhoN meN shabnam lehlaha-ey

Tera 'Shahzad'wo aawara sha-er
Bhala kab tak wo terey khwab ga-ey!
____________
2-

Thama jo dard ka toofaN, to ye khula dil per + Her aik khwab ka dar, bund ho gaya dil per!

Her ik alam ka asar aaj be-asar thehra + Asar ajeeb terey dard ka hua dil per

Na ashk aaNkh meN aaey, na hoNt thar-raey + Ajib karb tha, chupkey se chha gaya dil per

Diye se poochh rahi thee hawa, bujha ke usey + DhuNeiN ka dagh bhala kis tarha laga dil per!

'Na ho saka ye agar, aisey kis tarha hoga' + Ajeeb khauf sa tari raha sada dil per

Sabab jo sham ne poochha udas ghazloN ka + Her aik lafz ne ilzam rakh diya dil per

Aur ab ye soch rahey heiN, ke dukh kaheN kis se + Jo razdaN tha wo 'Shahzad' mar mita dil per!!
__________________________________
3-
Aik naee ghazal ke kuchh ashaar...........

Sochney ki tum ko aadat ho gaee hey, Kiya kareiN + Kiya kareiN, tum se mohubbat ho gaee hey, kiya kareiN

Tum hi tum ho is ko ab her raNg meN, her roop meN + Hum ko beenaee se vehshat ho gaee hey, kiya kareiN

kiya bataeiN, kistarha kat-tee hey tum bin zindagi + Dil ko her dharkan qayamat ho gaee hey, kiya kareiN

Hukmarani thee hamari, zaat per apni, kabhi  + Ab tumhari baadshahat ho gaee hey, kiya kareiN

Aik lamhey meN idhar, aur dosrey pal meN udhar + Nazr-e-pagal pan tabiyat ho gaee hey, kiya kareiN

KhushboeiN kehtee heiN, tum aaghosh meN theeN bas abhi + Dil ba-zid hey, aik muddat ho gaee hey, kiya kareiN
_____________________
4-
DostoN ki mohubattoN ki nazr..........

Aaj ka jis ne ehtram kiya + Kal ne jhuk ker usey salam kiya

AaNkh ka her azaab waqif hey + Dil ne kesey seher ko sham kiya

jis ne socha bhi, sochney ke liye + Us ne dil dard ka ghulam kiya

Khwab dekhey qalam ki aaNkhoN se + Aur aaNkhoN ko lalafam kiya

Hum ne tanhaiyoN ki baNhoN meN + Sham-e-furqat ko nazr-e-jam kiya

Aql ke shehr meN, gham-e-dil ne + Rasm-e-aashuftagi ko aam kiya

Khud se bhi jo bacha ke rakkha tha + Hum ne wo pal bhi terey nam kiya

...................................
waqif hey - Janta hey
lalafam - Surkh
Rasm-e-aashuftagi - Deevangi ki rasm
____________________
5-
Shaam ki fikr meN seher se gaya 
 Phir na lauta koi jo ghar se gaya!

Jis ne dekha bhi aasmaaN ki taraf 
 Aaj bus wo hi bal-o-par se gaya

Gham meN talkhi, na aag zakhmoN meN + Za-eqa sher ke hunar se gaya

Kat hi jata hey din bhi, shab ki tarha 
 jab se ik khwab chashm-e-tar se gaya

Malgaji dhuNd, raasta thehree 
 Aur yaqeeN door raahbar se gaya!
____________
6-

Her SaaNs meN her chund mehekta hua tu hey + Dharkan ka badan hijr ke kaaNtoN se laho hey

Dil, girti hui barf meN, dhalta hua sooraj + jis simt bhi uth-tee hey nazar, aalam-e-hoo hey

Shayad ke abhi aas koi qatl huee hey + RaqsaaN merey  seeney meN kisi khoon ki boo hey

Her tees ke mathey pe mera naam likha hey + Her dard ke hoNtoN ki sada mera lahoo hey

DikhlaooN kisey zakhm terey hijr ka janaN + Mumkin hi kahaaN chak-e-judaee ka rafoo hey!

_____________
-7
Itni see hey jeewan ki merey, raam kahani + Sehra meN khili, shaam dhaley, raat ki rani!

phir umr kahaaN, kesey kati, yaad nahiN hey + Ghar aaee thi ik roz merey shaam suhani

Tum khud hi na chaho to alag bat hey vera + Behna ho to khud raah bana leta hey pani!!

Wo dhooNd hee letey heiN her ik haal meN isko + ZakhmoN se hey is dil ki shanasa-ee, purani

'Shahzad' ko sochey, jo 'jahaaN seekhna chahey' + Wo usko "suney" jisko ho bus shaam bitani!
___________
8-

Jaan meri, ik nahiN, sau bar ker key dekh lo + Kuchh nahiN ho paey ga, tum, piyar ker key dekh lo

Ishq ka hasil alam hey, ishq ka aNjam dukh + Kal ki chhoro, aaj darya par ker key dekh lo!

'Us taraf' jatey huey, dheemey parey ye per kab + Rastey ka her gul-e-tar, khar ker key dekh lo!!

Zindagi tak hi nahiN mehdood ye 'jeevan safar' + Maut ko manzil, meri sarkar, ker ke dekh lo

is meN rakkha hey bhala kya dil lubhaney ke liye + jaan meri, daman-e-dil taar ke ke dekh lo!!
Dil, udhar jaega, isko dil jidhar le jaega + Rastey tum jis qadar dushwar ker ke dekh lo!

Lams, uski deed ka, pagal isey ker jaega + Dil ko jitna ho sakey, tayyar ker ke dekh lo!!


PaiNtrey aatey heiN mujh ko bhee bohut, per jan-e-man + Sar kabhi khum tha, na hoga, waar ker key dekh lo

aaj jesa hey, usey tum paogey aisa sadaa + Jeet ko 'Shahzad' ki tum haar ker ke dekh lo!
_____________
9-.

Gar pyar hey, to dukh ye uthana hee parey ga + HijraaN ko kalejey se lagana hee parey ga!

Sir kesey qalam kertey hein khud, aas ka apni + Ye aaj hamein ker key dikhana hee parey ga!!

Veeran ye ho jaeiN gee, maaloom hey, lekin + Us shakl ko aaNkhoN  meN bujhana hee parey ga

Ye hukm ana ka hey, teri bazm se ut-thooN + Ye hukm ana ka hey to jana hee parey ga!!

Seeney meN andheroN ki hukomat hey to janan + chehrey pe ujaloN ko sajana hee parey ga

kuchh lakh kahey koi, magar mujh ko yaqeeN hey + Jo chhor gaya hey, usey aana hee parey ga!

Jeevan, meri khwahish nahiN, ye hukm hey tera + Sar, hukm pe terey to jhukana hee parey ga

waada tha ke ik pal na jiyoN ga meiN terey bin + Waada tha, to Shahzad, nibhana hi parey ga!!
___________
10-

Chalo phir aisey kertey heiN ye bandhan tor detey hein + Jo chal sakta nahiN hamraah, usko chhor detey heiN!

Hamarey piyar se barh ker tumheiN dunya hey gar, janaN + To apney dil ko hum tanha-ee janib, mor detey heiN!!

Bujha paey na koi pyas, aur na paar le jaey + Ghara wo jitna pakka ho, usey hum phor detey heiN!

Na tum hi jan-na chaho to ye marzi tumhari hey + Hamara farz hey itna, tumheiN jhanjhor detey heiN!
______________
11
Jis ko sina-e-gham* pe mera sar pasaNd hey  +  Wo shakh-s mujh ko "aap" se barh ker pasaNd hey

Be-ikhtiyar meiN ne usey dil meN rakh liya  +  Wo keh raha tha "mujh ko samandar pasaNd hey"!

Qismat ke ikhtiyar pe barhum to hooN, magar + jis meN likha ho TU, wo muqaddar pasaNd hey

KhaNjar liye hey taak meN her yar-e-trah-dar  +  Is shehr meN sabhi ko mera sar pasaNd heY

khushboo se jiski zakhm khilein, dukh boht miley  +  Mujh ko to aisey phool se, patthar pasaNd hey!


khul ker laboN ne daad-e-sukhan rat dee mujhey + AankheiN ye keh rahee theeN, sukhanwar* pasaNd hey!!

Ulfat ka jaan meri, iqrar gar nahiN to  +  Rukhsar per tumharey ye laal laal kiya hey!

Alfaz ki qaba* bus, pehna-ee hal-e-dil ko  +  Jis per ho itney nazaaN*, aisa kamal kiya hey!!

Her lafz ne achanak goya anaa* pehen lee  +  Jab us ne rat poochha, "Shahzad, haal kiya hey"!


Sina-e-gham : Dukh ke neza, spear!
sukhanwar* = Sha-er!
Qaba = qameez, Libas
NazaaN = Proud
Anaa = Self respect
____________________
12-
ZAKHM MILEIn, TO DIL DUKHNEY KI BAT SAMAJH MEn AATEE HEY  +  PER YE KHUSHI, KO SAMJHA-EY, DIL KIYOn ZAKHMA JATI HEY!!

IN RAHOn SE KABHI TO WO BHI GUZREY GA  +  RAH MEn JISKI AAnKH KA DEEPAK JALTA HEY

AIK SUKOON SA AATA JATA HEY DIL KO  +  DUM HEY YA SEENEY SE KHAAR NIKALTA HEY!

JANA HI PARTA HEY UTH KER KHALI HATH  +  AAYA WAQT KAHAn, KAB, KIS SE TALTA HEY

FIKR KO YOOn 'SHAHZAD' KI GHAZLEn LAGTEE HEIn  +  HABS MEn JESEY KOI PAnKHA JHALTA HEY!


KESEY, KISKO SAMJHAO GEY, KIYA TOOTA HEY, KIYOn DIL MEn  +  AAnKH MEn GAR BARSAT LIY-E GHAR JAO GEY, KUCHH SOCHA HEY!

TUM TO MAR KAR, DUKH -SUKH SE HO JAO GEY AAZAD, MAGAR  +  HIJR KA PARBAT 'US-DIL' PER RAKH JAO GEY, KUCHH SOCHA HEY!!

DIL MEn USKA NAAM, SADAF* MEn MOTI HEY, TUM TOOTEY TO  +  USKO BHI BADNAM BOHUT KER JAO GEY, KUCHH SOCHA HEY

YE RASTA, PUR-KHAAR, BOHUT DUSHWAR HEY AR BE-MANZIL HEY  +  TUM BHI KIYA IN BATOn SE DAR JAO GEY, KUCHH SOCHA HEY!!

KESEY SAMJHA PAO GEY, WO KHALIQ, TUM TAKHLEEQ, FAQAT  +AAnKH SE BARH KER, DAMAN GAR, TAR JAO GEY, KUCHH SOCHA HEY

WO TUM SE HEY THEEK, MAGAR TUM BHI JANAn, 'SHAHZAD' SE HO  +  US BIN JEEVAN CHEIN SE TUM KER JAO GEY, KUCHH SOCHA HEY!!

AAQIL HO, JANTEY HO, 'VEHSHAT MA-AAL'* KIYA HEY  +  SEHRA KIYE HO DIL KO, SAHIB, KHAYAL KIYA HEY!

HER FALSAF# NIGOOn SAR@, SAREY JAWAB GUM SUM + AAnKHOn MEn KHAMSHI KI, AISA SAWAL KIYA HEY!!

BAZI TO JEET LEE PER, MEIn JAN HAR BETHA  +  SHAHSHDAR& HEY AIK AALAM, QISMAT KI CHAL KIYA HEY!

IK DAUR SEE LAGI HEY, APNI PARI HEY SAB KO  +  YE DOR KAUN SA HEY, YARO, YE SAAL KIYA HEY!

AA-I-NA HEY SHIKASTA*, YA UMR KA HEY JADOO  +  CHEHREY PE MEREY AAKHIR, YE BAL BAL KIYA HEY

GULRUT MEn HIJR-MAUSAM, LAHAQ# HEY DIL-CHAMAN KO +  GHUN LAG GAYA HEY JAAn KO, ULFAT, VABAL, KIYA HEY!!


*Sdaf - Seep, jis meN se sachcha moti nikalta hey
*Vehshat ma-aal = Deevangee ka anjam
#Falsafa = Philosophy
@NigoN Sar = Sar jhuka-ey
&Shahdar = Heran
Shikasta - Toota hua
Lahaq - Laga hua
_______________
13-
DIL MEn YOOn UMEED KA SOORAJ DHALTA HEY  +  
JESEY MEETHEE AAnCH SE, MOM PIGHALTA HEY

RAH TAKAT HEY AB TEK MERI, DAR USKA  ..
DIL MEN MEREY GOYA, WEHM SA PALTA HEY!

TOOT GAEE HER AAS, UJAR GA-EE HER KHWAHISH  + 
 JANEY KYOn YE SAAnS, ABHI TAK CHALTA HEY!

PYAR SE AISEY KUCHLEY US NE KHWAB MEREY  
JESEY KOI BOJHAL AAnKHEIn MALTA HEY!

KAL TAK THEY GUL, KHAAR BHI USKEY RASTEY KEY  
 LAMS BHI AB TO YAD KA JISKEE, KHALTA HEY!
__________________

14-
BEQARAREE KI TARHA DIL SE LAGA LEY KOI  KHUD SE ROOTHA HUA BETHA HOOn, MANA LEY KOI

SURKHROO RAT KI AAnKHOn MEn YE DIN HO JAEY  
  SURMAEE SHAAM JO AAnKHOn MEn SAJA LEY KOI!

DHOOL PEHNEY HUEY, RAHOn MEn PARA IK PAT-THAR  
  MUNTAZIR HEY KE KHUDA US KO BANA LEY KOI!

PHIR MEIn DEKHOn KE HASEEn LAGTA HEY YE SHOR KISEY  
  AABSHAROn SE TERA NAM CHURA LEY KOI!!

HEY KOI 'KHIZR' KO DIKHLA-EY JO RASTA GHAR KA  
RAH GUM KARDA MUSAFIR KI DUA LE KOI

TOOT JAOOn GA JO TABEER NA MIL PAEE MUJHEY  
DIL-ZADA KHWAB HOOn, AAnKHOn MEn BASA LE KOI!

NAAM IK KHWAB KA BADNAM NA HONEY PA-EY  
 RAZ KI BAT HOOn, SINEY MEn CHHUPALEY KOI

DASHT-E-TANHA-EE MEn, TANHA HEY BOHUT, TANHA-EE  
 MEIn CHALA, AB ISEY 'SHAHZAD', SAnBHALEY KOI
_________________________________________
15-
KHWABOn MEn TEREY GAR MERI KHWAHISH NAHIn HOGI  +  MUJH SE TERI AAnKHOn KI PARASTISH NAHIn HOGI

AAWAZ MERI BETH TO SAKTI HEY THAKAN SE  +  LEHJEY MEn MAGAR MEREY GUZARISH NAHIn HOGI!

MEIn BHI TO BILAAKHIR TERI TAKHLEEQ HOOn MAULA  +  KIYA MUJH PE KABHI TERI NAWAZISH NAHIn HOGI

LAY DOOBEY GEE YE TISHNA LABI AB KE BARAS KIYA  +  KIYA AB KE TEREY WASL KI BARISH NAHIn HOGI!!

HO FIKR JISEY, KHUD WO MERA HAL PARAKH LEY  +  MUJH SE TO MEREY GHAM KI NUMA-ISH NAHIn HOGI

SHOLEY PE ANA KE HEY KHAREE DAM KI IMARAT  +  JAL JAOOn GA JO KHOOn MEn YE AATISH NAHIn HOGI!!
______________
16-

THAMA JO DARD KA TOOFAn, TO YE KHULA DIL PER  +  HER AIK KHWAB KA DAR BUND HO GAYA DIL PER!

HER IK ALAM KA ASAR AAJ BE-ASAR THEHRA  +  ASAR AJEEB TEREY DARD KA HUA DIL PER!!

NA ASHK AAnKH MEn AA-EY, NA HOnT THAR-RA-EY  +  AJEEB KARB THA, CHUPKEY SE CHHA GAYA DIL PER!

DIY-E SE POOCHH RAHEE THEE HAWA, BUJHA KE USEY  +  DHUEIn KA DAGH BHALA KIS TARHA LAGA DIL PER!!


SABAB JO SHAAM NE POOCHHA UDAS GHAZLOn KA  +  HER AIK LAFZ NE ILZAM RAKH DIYA DIL PER

AUR AB YE SOCH RAHEY HEIn KE DUKH KAHEIn KIS SE  +  KE RAZDAAn THA JO 'SHAHZAD', MAR MITA DIL PER!
___________
17-
ApnoN ke liy-e ba-is-e-takeelf hua hooN  +  'Shahzad' hooN yarab, ke terey jesa Khuda hooN!!

Kal hal pe apney, usey rota hua paker  +  MeiN pehley pehel khud ko, bohut chhota laga hooN!!

YE JAZB-E-DAROOn, KHEL DIKHATA HEY NIRALEY  +_  BAATI THEE, NA THA TEL, MAGAR PHIR BHI JALA HOOn

DHARKAN HEY KE SINEY MEn BARASTEY HUEY PATTHAR  +  MEIn KAAnCH KE BARTAN KI TARHA TOOT GAYA HOOn!

SUN PA-O TO IBRAT MEREY EHWAL SE PAKRO  +  CHUP-CHAAP GUZARTEY HUEY LAMHOn KI SADA HOOn

SHAYAD KE YAHI DIN THA MERI SHAB KA MUQADDAR  +  SOORAJ HOOn, UBHARTEY HEE MAGAR DOOB RAHA HOOn!

TU SATH THEE MEREY TO KAREE DHOOP THEE, SAYA  +  BIN TEREY, GHANEY PER KE SA-EY MEn JALA HOOn

'SHAHZAD', YE JEEVAN BHALA KIS TARHA KATEY GA  +  BARHUM HE BOHUT MUJH SE TU, MEIn TUJH SE KHAFA HOOn!!
______________
18-

YE FIKR-O-CHASHM, YE DIL DAGHDAR, USKA THA  +  BUS AIK MEIn HEE NAHIn, KUL DAYAR USKA THA

TAMAM UMR JISEY SAB NE SAnGSAR KIYA  +  BULAND SAREY GHAROn SE MAZAR USKA THA!!

MEREY CHAMAN KA WO MALI BHI KHUD THA, MALIK BHI  +  KE MEREY GUL HI NAHIN, KHAR KHAR USKA THA!

MUJHEY MILI TO GHATA AISEY TOOT KER ROI  +  KE JESEY MERA NAHIn, DIL FIGAR USKA THA!!

IHamarey beech bati is tarha sharab-e-hayat  +  Tamam talkhiyaN meri, khumar uska tha!

Wo poochhta tha, 'Gaya kesey ra-e-gaaN jeevan?'  +  MeiN keh na paya mujhey intazar uska tha!!
_________________
19-
Juda-ee Ka Pehla Baras

HAMSAFAR  AISA
KE JO SATH NA REH KER BHEE
MEREY SATH RAHA,
HER DHARKAN!
AASHNA AISA
KE JO KHAMSHI KO
AISEY SUN LETA THA, JESEY
KE WO AAWAZ THEE PURSHOR, KOI!!
WO MASEEHA
JIS SE
ZAKHM HER DIL KA, PANAH MAnGTA THA.
USKI AAWAZ KA LAMS
HIJR KO, WASL KE MAUSAM SE BADAL DETA THA,
DIL SE, JESEY KE, HER IK DARD KO CHUN LETA THA!

SAL BHAR PEHLEY
YE SOCHA BHI NA THA DIL NE MEREY
BIN KISI BAT KE WO ITNA BIGAR JA-EY GA!
HATH WO MUJH SE CHHURALEY GA,
BICHHAR JA-EY GA,
AUR MEIn……….
SAnS LIY-E JAOn GA,
USKO KHO KER BHI JIY-E JAOOn GA!!
IS QAYAMAT SE BHI IK ROZ GUZARNA HOGA,
DIL, YE VEERAN KHANDR,
KHWAHISHEn RAQS KIYA KERTEE THEEn USKI, JIS MEn
BAAD USKEY BHI
YOnHI,
DHARKANEn AABAD RAHEIn GEE
IS MEn!!!

Farhat Shahzad
Oct. 20, 2012
Rinnkie K Gill, Deepak K Kapoor, Tauseef Akhtar,Jaswinder Singh Bunty,Bharat Tiwari,Vishal Dhavan
______________________
20-

JO AA-I-NEY MEn HEY, WO SHAKH-S JAB APNA NAHIn LAGTA  +  KHUDA KYA, US GHAREE, MEIn KHUD MUJHEY ACHCHHA NAHIn LAGTA

JO TUM NE NEEM BO-EY HEIn, MEIn UN SE AAM PAOOn GA  +  JO SUCH POOCHCHHO TO MUJH KO JAAN, YOOn HOTA NAHIn LAGTA!!

KHUDA JANEY KE US GUL NEY, KISEY, KIS HAAL MEn DEKHA  +  BHAREE GULRUT MEn JO KHILNEY PE AAMADA NAHIn LAGTA!

JALA KER APNA GHAR JO KHUD TAMASHA DEKHNEY BETHEY  +  WO PAGAL TO MUJHEY LAGTA HEY, DEEVANA NAHIn LAGTA!

JUDA HO JA-EY JO MUJH SE ZARA SEE DHOOP PARTEY HEE  +  USEY TUM JO KAHO, MUJH KO MERA SAYA NAHIn LAGTA!

JO DUKH KEHTEY HEIn, MEIn TASLEEM KER LETA TO HOOn, LEKIN  +  WO ITNA ZULM DHA-EY GA, KHUDA, AISA NAHIn LAGTA!!

WOHI MEIn HOOn, WOHI TUM HO, FAQAT IK WAQT BADLA HEY  +  QAYAMAT HEY KOI MANZAR HEE PEHLA SA NAHIn LAGTA!

KUCHH ITNEY RAnG BADLEY KAMYABI KE LIY-E MEIn NE  +  KE APNI SHAKL MUJH KO, APNA HEE CHEHRA NAHIn LAGTA!!

NA-EY TOOFAn TARASHO, KOI PARBAT SA SITAM DHA-O  +  PURANEY KARTABOn SE DEEP YE BUJHTA NAHIn LAGTA

WO PATTHAR HEY, KE SHISHEY SE TARASHA HEY USEY RAB NE  +  DUKHEY JITNA TERA 'SHAHZAD', PER DUKHTA NAHIn LAGTA!
____________
21-

CHEHREY PE DIL KA HAAL PEHEN KER NA KER HAYAT  +  KHILTEY HU-EY LABOn SE SUNA CHASHM-E-TAR KI BAT

YE KHAK-E-REH NAHIn, JO KAF-E-PA* MEn MIL SAKEY   +_  SEENEY MEn APNEY DHOOnD MEREY DIL KI KA-E-NAAT!!

*KAF-E-PA: PER KA JOOTA!
_________
22-

MEIn LAJ NA RAKH PA-OOn TERI CHARA GAREE KI  +  iTNI BHI GARAn SOORAT-E-HALAT NAHIn HEY

BE-WAJHA BAHAYA HEY LAHOO MEIn NE JIGAR KA  +  HAAn, MERI TABAHI MEn TERA HATH NAHIn HEY!

HAMAREY BEECH BATEE ISTARHA SHARAB-E-HAYAT  +  TAMAM TALKHIYAn MERI, KHUMAR USKA THA!

ZAKHM MILEIn TO DIL DUKHNEY KI BAT SAMAJH MEn AATI HEY  +  PER YE KHUSHI, KOI SAMJHA-EY, DIL KYOn ZAKHMA JATI HEY!
_________\\_\
23-
YE KEHTEE HEIn UMEEDEIn, 'DIL-NAGAR' SEY  +  MUSAFIR LAUT AA-EY GA SAFAR SEY!

NASHEY MEn GHARQ HO KER BHEE WO CHUP HEY  +  KE JESEY AAJ KHAT AAYA HO GHAR SEY!

SAMANDAR PER BARAS KER FAKHR KESA  +  WO BADAL HEY TO PHIR SEHRA PE BARSEY

YE DIL NAGREE HEY, IS MEn, YAD RAKHNA  +  DUAEIn, CHHUPTEE PHIRTEE HEIn ASAR SEY!

WO PIYASA KIN LABOn KI DEY DUHA-EE  +  JO DARYA MEn RAHEY, PANI KO TARSEY!

HUA HEY DAR-BA-DAR, DOSH-E-SABA PER  +  JO PATTA ROOTH KER UTRA SHAJAR SEY!

Waghera waghera!!!
_____________
24-
Aik dil ke bohut qareeb ghazal ke kuchh ash-aar!

TERA MILNA BOHUT ACHCHHA LAGEY HEY  +  MUJHEY TU, MEREY DUKH JESA LAGEY HEY

RAGOn MEn TERI KHWAHISH BEH RAHI HEY  +  ZAMANEY KO LAHOO DIL KA LAGEY HEY

YE TERA LAMS HEY KE ZINDAGI HEY  +  TUJHEY CHHO LOOn TO DIL ZINDA LAGEY HEY

CHAMAN SARA KAHEY HEY PHOOL JISKO  +  MERI AAnKHOn KO 'TUJH-CHEHRA' LAGEY HEY

SAFAR KESA CHUNA SHAHZAD TU NEY  +  HER IK MANZIL YAHAn RASTA LAGEY HEY!!
_______________________________
25-

DOOR KHUD SE NIKAL GAYA HOOn MEIn  +  LOG SAMJHEY, BADAL GAYA HOOn MEIn

DIL SAMAJHTA HEY 'AAQIL-E-AALAM'  +  AQL KEHTEE HEY 'CHUL' GAY HOOn MEIn

DEKH, AAnKHOn SE KHOON BEH NIKLA  +  HIDDAT-E-GHUM, PIGHAL GAYA HOOn MEIn
_____________\\\\
26-
Un tamam dostoN se maazrat, jinheiN kal merey sher ki gher hazri ne mayos kiya..........Aap sab ki mohubattoN ki nazr aik ghazl-e-musalsal ke chund ash-aar!

MEIN WAQF-E-HIJR RAHOOn, ANJUMAN KI JAN HO TU  +  KHUDA KAREY KE JAHAAn BHI HO, SHAD-MAN HO TU

MEIn BARG-E-KHUSHK(sookha patta) KI MANInD, DASHT DASHT RAHOOn  +  GULOn KI RUT MEn BHAREY GULSITAAn KI JAN HO TU   

TU GHER BAN KE SAHI, MEREY SATH SATH RAHEY  +  QADAM QADAM MERI CHAHAT KA IMTAHAN HO TU!
_____________________________________________
27-
JO AA-I-NEY MEn HEY, WO SHAKH-S JAB APNA NAHIn LAGTA  +  KHUDA KYA, US GHAREE, MEIn KHUD MUJHEY ACHCHHA NAHIn LAGTA

JO TUM NE NEEM BO-EY HEIn, MEIn UN SE AAM PAOOn GA  +  JO SUCH POOCHCHHO TO MUJH KO JAAN, YOOn HOTA NAHIn LAGTA!!


KHUDA JANEY KE US GUL NEY, KISEY, KIS HAAL MEn DEKHA  +  BHAREE GULRUT MEn JO KHILNEY PE AAMADA NAHIn LAGTA!

JALA KER APNA GHAR JO KHUD TAMASHA DEKHNEY BETHEY  +  WO PAGAL TO MUJHEY LAGTA HEY, DEEVANA NAHIn LAGTA!


JUDA HO JA-EY JO MUJH SE ZARA SEE DHOOP PARTEY HEE  +  USEY TUM JO KAHO, MUJH KO MERA SAYA NAHIn LAGTA!

JO DUKH KEHTEY HEIn, MEIn TASLEEM KER LETA TO HOOn, LEKIN  +  WO ITNA ZULM DHA-EY GA, KHUDA, AISA NAHIn LAGTA!!

WOHI MEIn HOOn, WOHI TUM HO, FAQAT IK WAQT BADLA HEY  +  QAYAMAT HEY KOI MANZAR HEE PEHLA SA NAHIn LAGTA!

KUCHH ITNEY RAnG BADLEY KAMYABI KE LIY-E MEIn NE  +  KE APNI SHAKL MUJH KO, APNA HEE CHEHRA NAHIn LAGTA!!


NA-EY TOOFAn TARASHO, KOI PARBAT SA SITAM DHA-O  +  PURANEY KARTABOn SE DEEP YE BUJHTA NAHIn LAGTA

WO PATTHAR HEY, KE SHISHEY SE TARASHA HEY USEY RAB NE  +  DUKHEY JITNA TERA 'SHAHZAD', PER DUKHTA NAHIn LAGTA!
_______________________________________
28-
Mujhey simatna para beshumar chehroN meN
Ke aaina mera toota hua tha tukroN meiN!

Sajey heiN khwab teri dubdubaee aaNkhoN meN
Gulab tertey hoN jesey aabgeenoN meN!

Jhanjhortee huee guzri haqiqatoN ki hawa
MeiN mehw-e-khwab tha, khwaboN ki narm baNhoN meN!

Wo merey sath qadam dar qadam raha, her dam
MeiN jisko dhooNdta phirta tha subhoN, shamoN meN!

Khuda ki shan, wohi par aalaga aik din
Wo saNg, jisko uchhala gaya tha lehroN meN

MeiN toot toot gaya, yooN kharash tak na paree
Ajeeb kat thee tanhaiyoN ki batoN meN
________________________________________
29-
Chalo phir aisey kertey heiN, ye bandhan tor detey heiN 
Jo chal sakta nahiN hamraah, usko chhor detey heiN!

Safar jo hum ne gulshan ki taraf janey ko thana tha
Hum uska rishta, dasht-e-raNj-o-gham se jor detey heiN

Bujha paey na koi piyas, aur na paar le jaey
Ghara wo jitna pakka ho, usey hum tor detey heiN

Hamarey sath se barh ker tumheiN dunya hey gar janaN
To apney dil ko hum 'tanhaee janib' mor detey heiN

Tumhen jo khojtey, inkey thakey peroN meN aa bethey
Hum in aaNkhoN meN, un ‘khooN-aabloN’ ko phor detey heiN

Na tum hee jagna chaho to ye marzi tumharee hey
Hamara farz bus ye hey, tumheN jhanjhor detey heiN!
शब्दार्थ :
Dasht-e-raNj-o-gham = RaNj aur gham ka sehra
KhooN-aabley = Khoon bharey chhaley
_______________________________________
30-
Aisa nahiN ke hijr ke bazoo meN dam na tha
Sach yoN hey, merey sar ke muqaddar meN kham na tha!

Loota tha kis ne mujhko, faqat iska raNj hey
Mein lut gaya tha, iska mujhey koi gham na tha

Aisey bhi mat malal karo tum, mein ro parooN
Ye mera dil hi to tha, koi “jam-e-jam” na tha

PeroN meN aabley merey, kaNtoN ka dosh hey
RahoN meN meri, phool koi ham-qadam na tha

Tum aa gaey ho jaan, chalo, yooN bhi khoob hey
Verna tumhara hijr bhi jiney ko kam na tha!

Ye beej ka qasoor nahiN, ye hey muqaddar
Boya gaya tha mujh ko jahaN, sab tha, nam na tha

Pindar mera sath wo lejateeN tor ker
Itna bhi toot-tee huee saNsoN men dam na tha

Kham = Jhukao
Malal = Afsos
jam-e-jam = Aik nayab piyala jis meN apney waqt ka bohut bara badshah mustabil meN dekh sakta tha
aabley = Chhaley
aabley = Moisture 
Pindar = Self respect
___________________________________
31-
Juda-ee Ka Pehla Baras

HAMSAFAR  AISA
KE JO SATH NA REH KER BHEE
MEREY SATH RAHA,
HER DHARKAN!
AASHNA AISA
KE JO KHAMSHI KO
AISEY SUN LETA THA, JESEY
KE WO AAWAZ THEE PURSHOR, KOI!!
WO MASEEHA
JIS SE
ZAKHM HER DIL KA, PANAH MAnGTA THA.
USKI AAWAZ KA LAMS
HIJR KO, WASL KE MAUSAM SE BADAL DETA THA,
DIL SE, JESEY KE, HER IK DARD KO CHUN LETA THA!

SAL BHAR PEHLEY
YE SOCHA BHI NA THA DIL NE MEREY
BIN KISI BAT KE WO ITNA BIGAR JA-EY GA!
HATH WO MUJH SE CHHURALEY GA,
BICHHAR JA-EY GA,
AUR MEIn……….
SAnS LIY-E JAOn GA,
USKO KHO KER BHI JIY-E JAOOn GA!!
IS QAYAMAT SE BHI IK ROZ GUZARNA HOGA,
DIL, YE VEERAN KHANDR,
KHWAHISHEn RAQS KIYA KERTEE THEEn USKI, JIS MEn
BAAD USKEY BHI
YOnHI,
DHARKANEn AABAD RAHEIn GEE
IS MEn!!!

Farhat Shahzad
_________________________________________
32-
Jangal ke sab vehshi darindey
Dam sadhey 
Heran kharey heiN,

Dil seenoN meN unkey 
Khauf se sehmey huey heiN,
Dharkan meiN in sab ke aik sawal basa hey!

"Yarab, aey sari makhlooq ke khaliq 
Pakistan, Peshawar meN
Jis ne ye hashr machaya hey
Kya is vehshi, pagal, be-dil makhlooq ka bhee 
Tu hee khaliq hey?

Kehdey Maula, ye teri takhleeq nahiN heiN,
Ye teri takhleeq nahiN heiN!
Keydets Maula, Ye teri takhleeq nahiN heiN!!!"

Farhat Shahzad

_________________________________________
33-
Ab,
Baad merey gar piyar karo
kisi aur pe jan nisar karo........
to yad faqat itna rakhna,
'matawazan' rehna ishq-safar meN
mumkin tha,
aur na kabhi mumkin hoga!
Jag se beganey hotey heiN,
Aashiq......
Deewaney hotey heiN!!!

Natawazan = Balanced
_____________________________________
34-
GAR TUJH KO NAHIn FIKR, TAMANNA MUJHEY KAB HEY  +  BARBAD HOOn LEKIN TEREY HOTEY, YE GHAZAB HEY!!!

KOI AADAT HO TO BADAL DALOOn  +  CHAAHNA TUM KO, MERI FITRAT HEY

SARI DUNYA KO CHAHIY-E, DUNYA  +  MUJH KO BUS AAPKI ZAROORAT HEY!!

TUJH KO KHOKER BHI JO HASTI KI KOI HASTI HEY  +  TO, WO ITNI HEY, KE YE MAUT SE BHI SASTEE HEY!  

MEREY DIL PER JO KABHI NAQSH HUA KERTI THEE  +  AAJ WO SHAKL BOHUT DOOR KAHIn BASTI HEY!
___________________________________________